People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Aaj Rang Hai
Lyricist: Mangal Singh
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yeh-Faasley/Aaj-Rang-Hai-Ai-Maa/KQMtcBICdkM
Video:
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
mere mehbub ke ghar rang hain ri
mere mehbub ha, mere mehbub
ho mere mehbub ke ghar rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri

desh videsh me dhund firi hu
desh videsh me aahe aahe aahe aa
desh videsh me dhund firi hu
desh videsh me dhund firi hu
tora rang more man bhayo nijaamuddin
tora rang more man bhayo nijaamuddin
tora rang more man bhayo nijaamuddin
main to aiso rang aur nahi dekhyo sakhi ri
main to aiso rang aur nahi dekhyo sakhi
sajan milaavara is aangan ma
is aangan ma, is aangan ma
sajan milaavara is aangan ma
sajan milaavara aahe aahe aahe aa
sajan milaavara is aangan ma
sajan milaavara is aangan ma
is aangan ma, us aangan ma
is aangan ma aa aa aa
is aangan ma, us aangan ma
muh maangyo var sang hari
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri

ae maa
mujhe gam nahi hain iska, ki badal gaya zamana
mujhe gam nahi hain iska, ki badal gaya zamana
meri zindagi hain tumse, kahin tum badal na jana
kahi tum badal na jana, kahin tum badal na jana
teri surat se nahi milti kisi ki surat
ham jaha me teri tasvir liye firte hain
ham jaha me teri tasvir liye firte hain
ham jaha me teri tasvir liye firte hain, firte hain
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
mere mehbub ke ghar rang hain ri
mere mehbub ha, mere mehbub
ho mere mehbub ke ghar rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri
aaj rang hain, ae maa rang hain ri

aaj rang hain rang hain rang hain
aaj rang hain rang hain rang hain
aaj rang hain rang hain rang hain
aaj rang hain rang hain rang hain
Bhool Na Jayingre
Lyricist: Munna Dhiman
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ramji-Londonwaley/Bhool-Na-Jaying/JSMkdCNAcXw
pardes ke paani mein ghul na jaying re
arey dekh teri akla wakla dhul na jaying re
bhool na jaying - 7 re
bhool na jaying he
bhool na jaying - 3 re
pardes ke paani mein ghul na jaying re
arey dekh teri akla wakla dhul na jaying re
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying he
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying

hey tum chitti pitti ho toh likhna chithi re
kutch na chapaying
sona ho chandi ho tamba ya mitti ho
dil se chabaying
kabhi jo sir mein ho circus
naso mein daude joker dus
kabhi jo ho jaye bas bas
bus pakadke ulte paao gaao aaying re
bhool na jaying - 7
arey ho laage na najariya
arey ho laage na najariya
more rama ji ko laage na najariya - 2
bhool na jaaying jaaying re bhool na jaaying - 2

baaton ke matlab mein matlab ki baaton mein sir na khapaying
apne hi haatho se apne hi haatho ko har din milaying
kabhi jo kismat pee le bhang
to bhi dil mein karo mein surang
yahi toh keh gaye peer malang
chaar paise jodke ghar ko aaying re
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying - 3 re
pardes ke paani mein ghul na jaying re
arey dekh teri akla wakla dhul na jaying re
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying
bhool na jaying - 3 re
bhool na jaying
Tere Zikr
Lyricist: Turaz A.M.
Album: Guzaarish
Tag: Hindi
Audio: http://gaana.com/song/tera-zikr
Ke tera zikr hai
Ya itr hai
Jab jab karta hoon
Mehekta hoon
Behekta hoon
Chehekta hoon
Oo ke tera, tera, tera zikr hai
Ya, itr hai
Jab jab karta hoon
Mehekta hoon
Behekta hoon
Chehekta hoon

Sholon ki tarah
Khusbuyon mein dehekta hoon
Behekta hoon
Mehekta hoon
Ke tera zikr hai
Ya itr hai
Jab jab karta hoon
Mehekta hoon
Behekta hoon
Chehekta hoon

(tera zikr hai
Ya itr hai
Jab jab karta hoon
Mehekta hoon
Behekta hoon
Chehekta hoon)

Teri fikr hai
Ya fakr hai
Teri fikr hai
Ya fakr hai
Jab jab karta hoon
Machalta hoon
Uchalta hoon
Fisalta hoon
Paagal ki tarah
Mastiyon mein
Tehelta hoon
Uchalta hoon
Fisalta hoon
Ke tera zikr hai (haan zikr hai)
Ya itr hai (itr hai)
Jab jab karta hoon
Mehekta hoon
Behekta hoon
Chehekta hoon
Koi Hame Pyaar Kare Koi Jaan Nisaar Kare
Music: Kalyanji
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bade-Miyan-Chote-Miyan/Bade-M
Koi Hame Pyaar Kare Koi Jaan Nisaar Kare Hay
Haa Koi Hame Pyaar Kare Koi Jaan Nisaar Kare
Dekh Ke Hamko To Kahete Hai Log Bhala
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah,
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah

Koi Hame Pyaar Kare Koi Jaan Nisaar Kare
Dekh Ke Hamko To Kahete Hai Log Bhala
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah,
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah

Haa Ye Zamana Hai Naya Ye Tarana Hai Naya
Hamne Mil Ke Jo Likha Woh Fasana Hai Naya
Haa Ye Zamana Hai Naya Ye Tarana Hai Naya
Hamne Mil Ke Jo Likha Woh Fasana Hai Naya
Ghunghru Tut Gaye Bajte Saaz Ruke
Apne Age Yaha Tabto Taj Jhuke
Apni Aag Juda Apni Shaan Juda
Esa Wes Na Samaj, Ham He Insan Juda
Teri Is Mehfil Ka Rang Badal Denge Ham
Teri Is Mehfil Ka Rang Badal Denge Ham
Yunhi Masti Me Aaj Sang Zara Nach Jara
Bade Miyan
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah

Ham Jo Kam Kare Vo Khule Aam Kare
Hamko Log Yaha Yunhi Badnam Kare
Ham Jo Kam Kare Vo Khule Aam Kare
Hamko Log Yaha Yunhi Badnam Kare
O Meri Jane Jigar Hamko Sabki Khabar
Koi Bhi Bach Na Saka Itni Tez Nazar
Ham Jaha Yar Gaye Baazi Mar Gaye,
Apni Jeet Hui Dushman Har Gaye,
Apni Bato Pe Na Koi Yakeen Kare

Haa Apni Bato Pe Na Koi Yakeen Kare
Hamto Karte He Do Aur Do Panch Bhala
Bade Miyan
Bade Miyan Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Koi Hame Pyaar Kare Koi Jaan Nisaar Kare Hay
Dekh Ke Hamko To Kahete Hai Log Bhala
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah,
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah
Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miya Shubhan Allah

Oye Subhanallaaaaa.